Blogger Blog Ki Template Ko Change Or Upload Kaise Kare - Puri Jankari Hindi Me part-6
Hello friends,
Blogger blog ki template se hi hamare blog ka look achha dikhta hai.Blogger per free me blog banana bahut hi asan hai,blog banane ke bad app ko apne template per dhyan dena bahut hi jaruri hai.Ydi aapke blog ka look achha nhi hoga to esase aapke vissiters per bad effect pad sakta hai.Achhe template ke throw hi aap apne visitors ko lubha sakte hai.Maine apni pichali post me batya hai ki blogger ke liye template kha se downlode kare.
Maine indianwinner per online make money from blogging(blogging ke shuruaat se lasat tak) ke bare me puri details hindi me provide kiya hu,aap hamare sabhi post ko padh sakte hai.
Aap blog ke containt ke liye bahut hi mehnat karte hai,but aap ko ye bat bhi achhi tarah se pata hona chahiye ki blog ke containt ke sath aapko apne ek good and premium template ka bhi dhyan dena jaruri hai.Kyoki aap ko apne blog ka look ek professional blogger ki tarah se hona chahiye.Blogger me blog bnane ke bad sabse pahle ham apne website ya blog ka design karna hota hai. Aaj mai aapko Blogger Blog Ki Template Ko Change Or Upload Kaise Kare esi ke bare me puri details se jankari dunga.
Note-Blogger ka template change karne se pahle aap apne purana template ka backup jarur le le.
Aapke blog ke liye template kaisa hona chahiye=
Template chose karne ke liye aapko sawdhani baratni hogi.Ye aapke toppic per nirbhar karta hai,Ex-Agar aapka blog tech se related hai to aap tech se related template chose kare,blog ke liye sabse jyada chose kiya jata hai news, magzine type blogger template etc.
aapke toppic se related template to hona hi chahiye usake sath sath aapko kuchh bate aur dhyan dene ki jarurat hai ...
1=Mobile friendly-
Mobile friendly ka matlb yah hai ki aapka template mobile browser me support karta ho.aapko pta hona chahiye ki internet per jyada users mobile per hai.esliye aapke template responsive hona chahiye.Template chose karne se pahle ye cheqe kar le ki aapka template mobile feature support karta hai ki nhi.Waise aajkal jitne bhi template google per uplabhd hai sabhi me mobile feature support hota hai.
2=SEO friendly-
Seo friendly se matlb ye hai ki aapka blog search engion me rank karta hai nhi.Aap apne blog ke liye etana effort karte hai ydi aapka template seo ready nhi hai to aapko koi fayda nhi milne wala chahe aapka containt kitana bhi achha kyo ho.Apke website per ydi vissiter nhi aayenge to aapka mehnat bekar jayega.
3=Fast loading-
Aapke template ka loding speed vissiters grow karne me help karta hai,Template fast loding wala hi chose kare esase aapke vissiter aapke website per bane rahenge.Fast loding wala template seo ke liye kafi important hota hai.
4=Others feature-
Template chose karne se pahle apko kuchh aur bato ka dhyan dena hai jaise- collom ,widgets resdy and adsence friendly,etc ka hona jaruri hai.
Blogger Blog Ka template Kaise Change Kare-Step by step in hindi===
Blogger ne already free template provide kiya hua hai,lekin ye proffetional look nhi deta esame bahut sari problem aati hai.Sabse pahle aap koi achha sa template download kar le yadi aapne abhi tak template downlode nhi kiya nhi hai to google per bahut sare free template hai aap wha se search kar ke download kar sakte hai.
Ab aapne apna template download kar liya hai to ,,,
NOTE-Jab bhi aap nya template downlode karte hai to aapko 'zip' folder milega.ZIP folder ko right click kar ke 'extract all' file me kar le.Blogger sirf xml file ko support karta hai,esake liye aapko extact folder se xml file copy kar ke alag kar le.Ab aapko wahi xml file apne blogger me uplod karna hai.Agar aapko samjh me nhi aaya to aap ye image dekhe.
STEP 1-Sabse pahle aap blogger ke dashbord per jaye.
(A) Ab aapko 'Template' ka opption dikhega Template per click kare..
(B) click on Backup/Restore
STEP 2-AB Ek popup window open hoga ..
(A) Download full template-Yaha se aap apne lage huye template ka backup le sakte hai.
(B) choose file-yha per aapko apne blogger ke liye new template xml file upload karna hota hai.(STEP 2 apko yhi follow karna hai choose file per click karke apna file upload kar le)
(C) file choose karne ke bad upload pr click kare.
Ab aapka Template successfully upload ho chuka hai . Esake alawa apko apna Template upload karne me koi problem aati hai to aap comment box me puchh sakte hai Mai aapka jarur help kaunga.Agar aapko ye pasand aaya ho to aap ese facebook per apne friends ko jarur share kare.Aur hamara feed subscription jarur le.
Blogger Blog Ki Template Ko Change Or Upload Kaise Kare in hindi
Reviewed by Seo Master
on
February 12, 2017
Rating:
No comments: