HI Friends,
seokaise.blogspot.com per aap logo ka swagat hai. Internet per bahut sare hacker hai jo dusari website ko asani se hack kar lete hai,Blogger ne apne website per hacker se bachne ke liye HTTPS enable karne ke madhaym se free Security provide karta hai.Https blog ki data Security ke liye bahut hi achha tarika hai.
HTTPS ka matlb hota hai Hyper-Text Transfer Protocol Security.HTTPS enable karne se aapke blog ki Security badh jati hai,es prakar apke blog ke data hack hone ke chances kam hote hai.
Jab bhi aap koi any website open karte hai to http ke sath open hota hai.Esaka matlab hai website owner ne apne blog me Security enable nhi kiya hai.Aap apne blog ki Security ke liye apne domain provider se SSL certificate https Security enable kawa sakte hai esake liye aapko kuchh paisa kharch karna padega.
Lekin agar aap blogger ki free blogspot sup domain use karte hai to HTTPS enable karne ke liye google aapko free me allow karta hai.
Maine already apne website seokaise.blogspot.com per blog se paisa kaise kamayeaur blogging ke bare puri jankari step by step hindi me provide kiya hu aap hmare any blog bhi padh sakte hai.Ye mere blogging series ka 9 th part hai.
HTTPS ko aap na hi kewal apne blog ke data ko chori karne se bacha sakte hai balki esaka prayog, aap online koi forum bhar rahe ho to to aapki data kahi or bhi transfer ho sakti hai Or koi bhi hacker aapki personal data chura sakta hai esake alawa aap apne website se money transfer etc ke Security ka opption enable ho jata hai.
HTTPS security enable na hone ki wajah se aapke data ko koi bhi hacker asani se chura sakta hai.Agar aapke pas apna khud ka domain hai to aap ssl certificate apne domain provider se buy kar sakta hai aur yadi aap apna blog blogger ke sab domain blogspot.in ka use karte hai to aapko google dwara ye service free me hai.Aaj mai aapko bataunga ki Blogger Blog Ko Secure Karne Ke Liye HTTPS Enable Kaise Kare aur apne blog ki data ko hack hone se kaise bachaye.
Blogspot blog me HTTPS ka istemaal kaise kare-
Blogspot google ki free service hai, google ne blogspot usser ke liye free https security enable karne ka opption diya hai.Agar aap apne blog per costom domain use nhi kar rhe hai to aap simply https service ko free me use kar sakte hai.
so let's go..
STEP 1-Sabse pahle aap apne blogger Dashboard me jaye..
STEP 2-Ab aap settings<<Basic per jaye
STEP 3-HTTPS setting per jaye,fir HTTPS Avilability ko yes select kare.
STEP 4-save change per click kare.
Ab aapke blog per https settings enable ho gya hai aur aapka blog url kuchh es tarah se dikhega.Apka blog ab sequre hai ko bhi hacker apke blog ko hack nhi kar sakta.
NOTE-Maine upper jitani bhi setting bataya hai wo sirf blogger.com per sub domain name use karne walo ke liye hai.Ex- blogspot.com,blogspot.in.
Aapko 'Blogger Blog Ko Secure Karne Ke Liye HTTPS Enable Kaise Kare'setting ko lekar koi bhi problem aati hai to aap comment ke dwara apne sawal kar sakte hai.Aap hamare website ka feed subscription lena na bhule yah bilkul free hai.
Blogger Blog Ko Secure Karne Ke Liye HTTPS Enable Kaise Kare
Reviewed by Seo Master
on
February 16, 2017
Rating:
No comments: