Blogger Blog Post ke niche upar Social Media Button kaise Lagaye

how to add shocial share button in blogger
 Hello Friends,kya aap apne blog ka visitor increase karna chahte hai?Blogger me visitor increase karne ke liye aap ko nye nye tariko ka prayog karna padega.Aaj mai jo tarika bataunga usase aapke blog ka vissiter jarur badhega.Agar aapne abhi tak apne blog ke upar niche social share button ko usenhi kiya hai to don't worry,aaj mai aap logo ko esake bare me puri details se bataunga.


seokaise.blogspot.com per blogging se paisa kaise kamaye,esake liye maine blogging ke kai part me post banaya hai,aap unko bhi padh sakte hai.Yah hmare blogging series ki 8th part hai.To chaliye ab aapko batate hai ...

Blogger ne apne feature me social share ka button apke post ke niche already lagaya hua hai,lekin ye etane chhote hote hai ki aapke blog ka look kharab kar dete hai.Blogger Blog Post ke niche upar Social Media Button laganeka fayda yah hai ki esase aapke blog ko apke visitor dwara pasand aane per social share milega.es prkar aapke blog ka traffic increase hone me madad milega.



Social Media icons kaise lagaye ?


STEP 1-Sabse pahle aap blogger.com per jakar apane dashboard per aa jaye.
STEP 2-Ab Template>HTML per click kare.

how to add shocial share button in blogger

STEP 3-Ab aapko template ki code dikhegi,Aap kahi per bhi click karke ctrl+F press kare aur search kare <data:post.body>

STEP 4-Ab niche diye gye code ko copy kare-







STEP 5-code copy karne ke bad  <data:post.body> ke niche code ko paste kare.

STEP 6-Code paste karne ke bad Save template par click kare.

Ab apne blog ki kisi post ko open kar ke check kare agar shocial media icon show na ho to dusre <data:post.body> code ke niche code laga ke try kare.

IMP-Blogger html code me aapko <data:post.body> code 3 se 4 jagah dikhai degi,apko ek hi code ke upar aur niche diye gye code ko paste karna hai.Aap sab me try kar ke cheq kar le khi n khi jarur show ho jayega.Agar aap ko post ke upar social share buttan lagane hai to <data:post.body> ke upar code lagaye or niche lagane hai to niche paste kare.

SECOND MEATHOD=Blogger Blog Post Mai Social Media Button Lagaye-Easy mathod


Hamare bahut se beginner blogger hai jinko html code edit karne me problem aati hai to ye aap hi logo ke liye hai. Maine abhi aap ko html code ke dwara apne blog me shocial share ka button lagana shikhaya hai,Ab aapko mai ek easy tarika batane wala hu jisame aapko kisi bhi coding ki jarurat nhi hai,Esame aapko apne blog per widget lagana padega.

so let's go....

STEP 1-Sabse pahle aapko website www.addtoany.com per jana hai.

STEP 2-Ab apko install blogger widget per click karna hai.


how to add shocial share button in blogger


STEP 3-Yah website apke blogger ko automaitic  select kar lega,

STEP 4-Ab 'Select a blog' Choose kariye aur apne blog ka 'Title' dijiye.

STEP 5-Add widget per click kariye.

STEP 6- Ab aapka social media widget blogger mai automatic add ho jaega.Aap cheaq kar sakte hai.

how to add shocial share button in blogger


STEP 7-Aap apne blog ke kisi bhi post ko refress karke cheqe kar ke apni blog post ke neeche lage social media icons ko dekh sakte hai.

That's it..



Ab aapko pta chal gya hoga ki aap apne blog me Post ke niche upar Social Media Button kaise Lagaye, Agar esake bad bhi aapko koi problem aati hai to aap comment ke jariye apna question puchh sakte hai.Agar apko hamare dwara bataye gayi jankari achhi lagi ho to please share karna na bhule aur aap hamare feed subscribe bhi jarur kar le yah bilkul free hai.

Blogger Blog Post ke niche upar Social Media Button kaise Lagaye Blogger Blog Post ke niche upar Social Media Button kaise Lagaye Reviewed by Seo Master on February 15, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.