Blogspot blog me custom permalink kaise use kare?

Blogspot blog me custom permalink kaise use kare?
Blogspot blog me custom permalink kaise use kare?

Hello friends,aaj mai apko Blogspot blog me custom permalink  use karana bataunga.Kuchh shal pahle google ne apne blogger feature me advance blogspot feature add kiya.Yah feature seo ke based important hota hai.Aapko dhyan dena hai parmalink me apke post se relatedmain keyword aane chahiye,kyoki google ya any search engion apke main keyword ke throw hi apke blog tak pahuchate hai so aapko parmalink ke upyog ko achhe se samajhna jaruri hai.Aaj mai aplogo ko bataunga how to use custom permalink in BlogSpot.


Apne blog me Parmalink ko achhe se use karke best seo optimised blog bana sakte hai aur apko achhe se pata hoga ki hindi blogger ke liye seo ka kitana bada yogdan hota hai.Sabse badi problem yahi hota hai ki blog search enjion me jaldi se index nhi hota.Ab apko esake liye har ek chhoti chhoti chijo ko dhyan me rakhana jaruri hota hai.

Custom Permalink Kya Hai???


Blogger Blogpost ke Post Editor me Left Side me Post URL ko SEO Friendly banane ke liye Custom Permalink name ka ek feature diya gaya hai.Bahut se new blogger parmalink ko chhod dete hai ya customize nhi karte.Yah unki bahut badi bhul hai.Google ne post create karte samay apko right side me permalink ka opption provide kiya hua hai.Jab bhi aap koi new post likhate hai to parmalink me post ka title automatic add ho jata hai.Ab ese apne anusar edit karke customize karna hota hai.Ham apne permalink me kuchh bhi likh sakte hai esame apko long tail keyword chhose karna hota hai jisame apke post se related main keyword bhi aana chahiye.
Blogspot blog me custom permalink kaise use kare?


SO aap ko ek bat pata hona chahiye ki aap parmalink ka upyog ya customizekewal usi samay kar sakte hai jab aap apna blog likh rahe hote hai.That means apko apne parmalink ko pahli bar me hi acche se costomize karni hai dobarra aap edit nhi kar sakte esliye aap apne parmalink me main keyword jarur rakhe.

 Normal Permalink vs Custom permalink


 1-Normal Permalink-http://www.seokaise.blogspot.com/blogspot-me-custom permalink-kaise-use-karate-hai.html

2- Custom permalink-http://www.seokaise.blogspot.com/blogspot-custom-permalink.html

Yha per aap second url me dekh sakte hai maine main keyword blogspot custom permalink ka prayog kiya hai.Yah long keyword ke sath sath short term keyword ka use hua hai.Short term keyword wale url ko google apne search ranking me preference deta hai aise url ko best seo optimized permalink mana jata hai.So ab apko permalink ke bare me pata chal gya hoga what is permalink.

 How to use BlogSpot Permalink for Better SEO?


Jab aap singal post level me permalink ko use kare to apko dhyan dena hai ki jitane bhi stopping word hai unhe permalink se remove karna hai enka google me koi value nhi hota.Stopping word jaise -hai,tha, etc.Aapko kewal short tail aur long tail keyword per focous karna hai use permalink me put karna hai.Yah apke keyword target per nirbhar karta hai ki aap apne post me kaun sa keyword use karte hai.Agar aap keyword research me new hai to aap google keyword planner ka use kar sakte hai.

Jab bhi aap blogspot me nya post create karte hai,apko permalink wale opption ko dyan dena hai jo apke right side me hota hai.Ab aap permalink per click kare aur custom URL per click kare yaha per apna main keyword ko focous karte huye eska achhe se use kare.

I know that New blogger ke liye keword research aur permalink ko use karna thoda taugh hai but don't worry ese apko leave nhi karna hai.Mai yha per kuchh important guide kar rha hu permalink choose karne ke liye.

so..

Jab bhi ap koi new post likhte hai jaise- apka Title es prakar ho-''Blogspot blog me advance seo kaise kare in hindi'' Ab blogger automatic apke title ko url ke rup me permalink bana letA HAI.Kuchh es tarah-

''http://www.seokaise.blogspot.com/Blogspot-blog-me-advance-seo-kaise-kare-in-hindi.html''

Esake jagah apko change karke custom url create karna hai, maine upper apse bola tha ki apko permalink me short tail main keyword per foccos karna hota hai.Ab uppar title me apka main keyword ke rup me -Blogspot,blog,advance,seo,hindi Ab apke title me kuchh important keyword yhi hai stopping word ko chhod dena hai.Ab aap en main keyword ki madad se apna custom permalink create karte hai -

''http://www.seokaise.blogspot.com/Blogspot-blog-advance-seo-tips-hindi.html''

Ab apka seo based permalink create ho chuka hai.Apko permalink create karte samay yah bhi dyan dena hai ki sabhi main keyword ke bich me ''dash -'' ka use karna hai warna apka url error show hoga.

 Custom Permalink Ke Benefits-


Ab tak to aap samjh gaye honge ki Custom link short hone par kiya benefithai, iske alawa bhi extra fayede hai.

1-Visitors ise aasani se yaad rakh sakte hai. Old visitors ke return aapki site par aane ke chance jayda hai. Iski madad se audience ke liye acha target bana sakte ho.

2-Link chota hone ke karan typing karne me problem nahi hogi so koi bhi direct Address bar me URL likh kar apke blog par aa sakta hai.

3-Post ke chote link SEO ke liye best mane gaye hai. Search Engine aise link ke keyword ko adhik focus karta hai.


Ab apko achhe se samajh aa gaya hoga ki Blogspot blog me custom permalink kaise use kare?Agar apko esake bad bhi koi problem hai ya apko permalink se related koi sawal puchhana hai to aap comment ke throw puchh sakte hai ham apka jarur help karenge sath hi aap hamare facebook page INDIANWINNER jarur like kar le.Hmare aur bhi shocial profile hai youtube Twitter or feed subcribe for more updates.
Blogspot blog me custom permalink kaise use kare? Blogspot blog me custom permalink kaise use kare? Reviewed by Seo Master on February 25, 2017 Rating: 5

3 comments:

  1. वैसे तो मुझे ब्लॉगिंग करना बहुत ही अच्छा लगता है परंतु मुझे ब्लॉगिंग सीखना भी बहुत अच्छा लगता है ब्लॉगिंग के लिए Custom-Permalink का महत्व बहुत ही ज्यादा होता है आपकी यह पोस्ट बहुत ही अच्छी है SEO से संबंधित इस पोस्ट से नए ब्लॉगर्स को बहुत ज्यादा मदद मिलेगी आपकी यह जानकारी सराहनीय है इसको लिखने के लिए बहुत-बहुत शुक्रिया Permalink क्या है ? Blogger की Blogpost में Custom Permalink कैसे बनाये ?

    ReplyDelete
  2. It is a great website.. The Design looks very good.. Keep working like that!. https://www.seoexpertindelhi.in/

    ReplyDelete

Powered by Blogger.