Hello friends Welcome to Indianwinners.Aapne website ya blog tho bana liya hai aap cahate hai ki usme aap share or follow button ko add karna cahate hai tho ye post aap hi ke liye hai. Jaisa ki hum sabhi jante hai or jho new blogger hai jinhone abhi website ya blog banayya hai. Unhe apne blog me share or floating button jarur lagan cahiye iske bahut fayde hai.
Agar aap hindi me personality Development Tips padhana chahte hai to click kare-GYANIPANDITYA-Gyan Ki Oor
- Aapke user ko aapki post share karne me aasani raheti hai
- Site par ya blog par traffic increage hota hai.
- Site jayada popular hoti haio share karne s
- Blog ka look acha lagta hai.
- follow button add karne se aapke user aapki site ko or aapko aasani se follow kar pate hai.
vaise to net par hazaro site hai jho blogging sikati hai ab aap puchege ki sadik aapki blog me kya hai tho isme yahe hai ki jho chez me apne blog me add karta hu use hi me aapko batat hu yani ki jaise mene ye share button add kiya hua tho sirf me isi ke upar hi post likh raha hu kyuki ye best hai.
- Friend maine apne blog per Guest post allow kar di hai aapko agar apko hamare website se Do-Follow link chahiye to Gest post Rule ko Read kare.
Ye floatinhg share button best kaise hai tho aapko bata du ki net par jitne bhi share button ke liye code hai unse aapki site ki speed slow ho jati hai but is shareaholic hai usme aisa nahi hai isme aapki site ki speed slow nahi hoti. Isse fayda yahe hota hai aapke site ke visiter ko aapki site jaldi open hoti hai or stah hi sath ye bhi bta tha calu ki ye mobile friendly bhi hai or isko aap jitna cahe utna edit kar sakte hai.
Blog(Website ) Me Shareaholic Flotting Share Button Kaise Add Kare
1. Sabse pahele tho aapko Shareaholic Site ko yaha se open karna hai.
2. Iske baad aapko isme account bana lena hai account ke banne ke baad aapke samne dahboard kulega.
3. Jisme aapko Add WebSite button dikh raha hoga aap us par click kar dena hai.
4. Click hone ke baad agli windo me aapko apni site ki information dalni hai.or submit kar deni hai apni site ko. See image below
5. Ab agle option me aapko apni site ko verify karvana hai. Iske liye liye aapko Get Setupcode par clik karna hai aapko ek code mil gya hoga.
6. Ab is code ko apne blog ya site ke html me dalna hai
7. Iske liye go to blog Dashboard>Template>Edit html me jane ke baad edithtml ke button ko click karne ke baad ek window open hogi. Usme aapko ctrl+f davna hai or baha par </head> code search karna hai.
8. Or is </head> code ke upar aapko ye code dalna hai or save kar dena hai. see image blow.
1. Ab dubara aapko dubara shareaholic me jana hai or verify site par click kar dena hai.
Ab aapki site par shareaholic button lag gya hai see apni site ko ya blog ko.
Blog (Website) Me Follow Button Kaise Add Kare
Jaise aapne upar simple tarike se share button lagaya hai aap isi sitre ki madad se follow button laga sakte hai.
1. Sabse shareaholic par apni site ka dashboard open kare.
2. ab isme nihe jakr inline app par click kare baha option kulege usme aapko follow button par click karna hai. See image blow.
3. Ab aapke samne ek window open hui hogi aap usme image me dikaye anusar bhar de apni detail jaise page ka address facebook twitter or jitne aapke page hai unka. Or save ae de. See image blow
4. Ab aapka follow button ban gya hai ab aap iske code kho copy kare. See image blow
5. Copy hone ke baad go tho blogger Dashboard > Layout > Add widgets > html/javascript me apna code daal de jaha aapko apna follow button show karbana hai baha apna widget laga de.
Aaab aapke blog me floating share button or follow button lag chuka hai aap ise edit bhi kar sakte hai setting me jakar edit karne ke baad aapko apne blog me html me jo code dala hai usko dubara dalna bhi nahi padega. Agar ye post aapko pasand aayi ho aap share jarur kare.Latest news and update pane ke liye mujhe subcribe karna na bhule.
Share is SEXY
मैंने अपने वेबसाइट indianwinners पर ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए और फ्री में blog ya website कैसे बनाये से related बहुत सारे post already publish कर चूका हु आप हमारे ऐसे ही अन्य interesting ब्लॉग read कर सकते है.Friends मेरा एक youtube चैनल है जिसका नाम ''Tech 20 With Shubham'' है आप हमारे चैनल को subscribe करना न भूले मै यहाँ पर daily नई video लाता हु जो टेक से related होता है वो भी हिंदी में so subscribe माय channel if u want.
अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai.
Thank you....Regards from Indianwinners
Thank you....Regards from Indianwinners
Related Tags-Add this Share Buttons Blogger Me Kaise ADD Kare,Blog Me Font Awesome Social Media Follow Icon Kaise Add Kare,Blog me floating share button kaise lagaye,Blogger Me Social Follow Button Widget Kaise Add Kare,WordPress Blog par floating Social Media Share Button kaise Lagaye
Blog me floating share button kaise lagaye
Reviewed by Seo Master
on
April 15, 2017
Rating:
No comments: