Adsense RPM Kya Hoti Hai ?Aur Adsense RPM Ko Increase Karne Ke Kuch Tips-

Adsense RPM Kya Hoti Hai ?Aur Adsense RPM Ko Increase Karne Ke Kuch Tips-

Hello friends welcome to indianwinners.Jab new blogger blogging start karta hai tab usko adsense ki jyada jankari nahi hoti aur uski income bhi jyada nahi ho pati hai.Aaj ke topic me ham bat karenge ki Adsense RPM ki. Adsense RPM kya hoti hai aur ise kaise increase kare. Jyadatar new adsense use ko yahi confusion rahti hai ki adsense me RPM ka kya kaam hota hai . Aaj ke topic me apko apne sabhi sawalo ke jawab mil jayenge. 


Maine apne website indianwinners per online paisa kaise kamaye aur free me blog ya website kaise banaye se related bahut sare post already publish kar chuka hu aap hamare aise hi any interesting blog read kar sakte hai.Friends mera ek youtube channal hai jisaka nam ''Tech 20 With Shubham'' hai aap hamare channal ko subscribe karna na bhule mai yha per daily new video lata hu jo tech se related hota hai wo bhi hindi me so subscribe my channal if u want.













What Is Adsense RPM?

Adsense rpm ka matlab hai ki aapke pageview se apki kitni earning ho rahi hai. usi ki average adsense page RPM hoti hai. Adsense RPM hamesha CTR or CPC par nirabhar karti hai. Agar aap adsense RPM ko badana chahte hai toh iske liye pahle aapko CTR or CPC  badhani hogi. tabhi aapko RPM badhegi. CPC tabhi badegi jab aap ek micro site ko banayege. isliye aap ek mirco site banaye aur pahle CPC increase kare.

Agar apne 4000 pageviews se 40$ kamate ho toh aapki impression 10000 hai aur aapki RPM 8$ hogi. yaha mai apko formula bata raha hu jiske jariye aap apni RPM pata kar skte hai.

Adsense RPM =(Estimate Earning/Impression)*1000


Adsense RPM Ko Increase Karne Ke Kuch Tips-

Vaise agar dekha jaye to adsense ki RPM increase karne ke kai tarike hai. lekin aaj mai apko 2 tarike bataunga. jisse aap apni RPM increase kar skte hai.

1- Ads kam banaye i mean ads ki sankhya kam kare. agar aap ads ki sankhya kam karte hai. toh isse apko earning jarur kam hogi lekin apki RPM bad jayegi. toh isliye kam se kam ads unit ka use kare.
2- Apne same impression se earning ko badhaye.

yaha par maine apko 2 tarike bataye hai. mere hisab se 2nd tarika best hai. toh aaj mai apke liye dusra tarike ko hi explain karunga.  pahle tarika ko aap jante hi hoge aap logo ko ye toh pata hi hai ki adsense 3 display ya text ads ko allow karta hai agar aap 3 ki jagah 1 ya 2 ads ka use karoge toh apki RPM increase ho skti hai. 

2nd tarike ke kuch importents point hai jo mai apko batane ja raha hu.


1-Post content ke starting me big size ka ads unit ka use kare.

2-Adsense jo 3 ads ko allow karta hai usko aap ek hi jagah par lagatar use na kare. iske liye aap alag alga jagah ka use kare.

3-Adsense ke ads ka look apni website ke design se match karta hua hi rakhe.

4-Aapka pura focus search engine se traffic aane par rahna chahiye. jitn aapko search engine se trafiic milega utni hi apki earning jyada hogi.

5-Aap pahle ye pata kare ki aapki site me mobile se jyada visiter aate hai ya computer se agar mobile se jyada aate hai to mobile ke size ke ads unit ka use kare.

I hope ki aapko is post kuch na kuch acchi jankari mili hogi.agar aapko adsense ki RPM ke bare me jyada jankari nahi hogi toh aap is post ke jariye kuch knowlege mil jayegi. aur mai apko personally suggest karana chahta hu. ki agar aapko adsense se jyada earning karni toh pahle aap adsense ki jyada se jyada jankari pata kare. isliye aap adsense ke bare me jitna jan sako utna janne ki kosis kare,sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai. r share kare 
Adsense RPM Kya Hoti Hai ?Aur Adsense RPM Ko Increase Karne Ke Kuch Tips- Adsense RPM Kya Hoti Hai ?Aur Adsense RPM Ko Increase Karne Ke Kuch Tips- Reviewed by Seo Master on March 26, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.