Hello friends Welcome to Indianwinners.Ye to sabhi jante hain ki hame SEO ke liye quality backlinks ki need padti hai. Agar ap chahte hain ki apki website google search main sabse top par aye, to sirf content acha hone ya well optimise hone se he kam nahi chalta hai. Eske liye apko ache or quality backlinks ki jarurat padti hai, jo ki apki website ko acha rank dilane main bhi help karti hai.Friends aaj ka toppic seo ke basic per bahut hi important hai.
- BLOGGER.COM pr paisa kamane ke liye free me account kaise banaye
- Blog per new post kaise likhate hai-part 4
But Backlinks Kaise Create Kare?
1-Ek aisa article likhiye ki jisse read karke logo ko informtion mil sake wo apke article ko naturally link karenge. God luck apke us artilce ke liye jo ais viral hone wala hai. Ye cheje beshak kam karti hain, but inta wait karega kon, and wait to fir karna he padega apko.
2-Ya fir ek aisa content likhiye jo niche ke accoring best one ho. Fir talash kijiye apni market ke logo ki jo apko link back kar sake. Ye bhi ek acha method hai link building ka.
But yaha par bhi kuch problems hain?2-Ya fir ek aisa content likhiye jo niche ke accoring best one ho. Fir talash kijiye apni market ke logo ki jo apko link back kar sake. Ye bhi ek acha method hai link building ka.
Ek viral content likhna bhi koi asan bat nahi hai. Or agar ap ek aisa content likh bhi lete hai. To esme apko kafi time lag jata hai. Ya fir kuch weeks bhi lag sakte hain, sab apke upar depend karta hai, ki ap kaise writer hain.
To ap apne backlinks khud he create kyun nahi karte? Kyu dusro par depend hai ki wo apko backlink create kar ke dega?
Haan. Create your own backlinks.
Thik hai. Bhai ye sunne main to bilkul asan sa lag raha hai. But main apne khud ke backlinks create karu to kaise karu. Mare pas to mare dusri websites bhi nahi hai jahan par main khud ko link back karu. Or na he main comment spamming karna chahta hu dusre ke blog par ja kar comment mar kar. Main es black hat technique ka use nahi karna cahta hu. Itna bada risk lena to mare according thik nahi hoga.
- blogspot blog me advance seo setting enable kaise kare
- Blogger Blog Post ke niche upar Social Media Button kaise Lagaye
Yes. Ap khud ke apne quality backlinks bhi create kar sakte hain. Ab ye artilce read karte time ap me kuch to confidence araha hoga ki han aisa possible hai. Ye hamara first article hai. Jaha par hum apko kafi genuine information provide kar rahe hain. Waise to koi bhi apne secrets nahi batata. But wo kya hai na. mera to manana hai ki, agar ap apnse sath sath dusro ko bhi lekar chalte hain, to kahi na kahin good wishes to jarur he milti hain. Or kuch milna or kuch khona to just bhagya par depend karta hai. Jab maine Seo sikha to senior ko dar tha ki esse jada bata diya to mare job par khatra ajayega or ye mujhse acha kam karega. Esliye aise kabi mat sochiye. Ap nahi sikhaoge to koi or sikha dega. Agar koi or bhi nahi sikhayega to khud sikh lenge. Anyway shayd kuch jada he emotionla kar diya apko……….
To mai bol raha tha hum aise he content ane wale time mai dalte rahenge jo apko help karega apko SEO projects ke liye. Mujhse kuch galtiya bhi ho sakti hai elsiye ap mujhe sujhab jarur dein. Or apko lagta hai ki jo maine ye artilce likha hai esme or bhi sudhar ho sakta hai to mujhe bhi jarur bataye. To ap es INDIANWINNERS Blogger ko bookmark kar lijiye. Taki ap bina kisi problem ke ane wale article bhi read kar le. Ya fir ap subscribe bhi kar sakte hain.
Ji han kuch aise site hain jaha par ap aisa kar kar sakte hain. Or sites koi purani sites nahi hain, hum yaha par internet ki duniya ki kuch sabse badi websites ki bat kar rahe hai. Or enke bare mai ap bhi jante hain.
Jaise ki kuch site hain Facebook, Twittewr, Youtube, LinkedIn, Pinterest, Reditt, or bhi kafi sari.
Ye sabhi site main aap ache se apna backlinks create kar sakte hain or Wo bhi badi asani se. ye website hain bhi kafi high domain authority ki.
wo kisi ne sach he kaha hai, ki cheje hamare samne he hoti hain, bus hame unhe pehchanna hota hai. Ki enhe kaise use kare.
To jin website ki hum bat kar rahe hain un par ja kar apko just ek acha sa apna page banana hai, or apne profile ki, profile kuch bhi ho sakta hai, apka apna account, company ka account ya fir apke client ka project. Whan par ache se profile link kijiye. Or kuch time us website par bhi spent kijiye, or apni website ka link bhi website column mai daliye. Dhyan rahe ki en website ko respect jarur dijiye. Dhakke se link dalne ki koshish karoge to apko blok kiya ja sakta hai, just apni information daliye. Apna acha sa profile banaiye. Hope so apko samjh agaya hoga ki main kya bolne ki khoshish kar raha hun.
High PA sites where you can create backlinks
Chalo abi hum start karte hai bahut he jani mani site se. shayd apne en website main apne back links crete bhi kiye honge, hope so apne jarur kiye honge. Lekin abi jo task main batane ja raha hun usse dhyaan se read kijiye. Or kuch principals bhi hai, jinhe apko follow karna padega.Kya apka twitter profile bilkul complete hai? Kya apke facebook page par kafi sara relevat content pada hua hai? Ab wo time agaya hai jab apko es par work karne ke need hai. Yaha par maine yaha kuch aise well known website dalunga starting main jisse to ap daily he use karte honge. But aise bhi kuch sites hongi jo apke kafi important hai, or shayd apne inke bare mai suna ho.
Sr No website
30 w3snoop.com
111 blogger.com
117 http://qz.com/
Friends agar apko es artical ke jariye kuchh bhi shikhne ko mila ho to aap ese social media per share karke khusi jahir kar sakte hai ummid hai apko hmara aaj ka post How To Create Backlinks Yourself pasand aaya hoga,sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai.
Share is SEXY...
मैंने अपने वेबसाइट indianwinners पर ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए और फ्री में blog ya website कैसे बनाये से related बहुत सारे post already publish कर चूका हु आप हमारे ऐसे ही अन्य interesting ब्लॉग read कर सकते है.Friends मेरा एक youtube चैनल है जिसका नाम ''Tech 20 With Shubham'' है आप हमारे चैनल को subscribe करना न भूले मै यहाँ पर daily नई video लाता हु जो टेक से related होता है वो भी हिंदी में so subscribe माय channel if u want.
Thank you....Regards from Indianwinners
Thank you....Regards from Indianwinners
How To Create Backlinks Yourself-Seo tips for begganer
Reviewed by Seo Master
on
April 06, 2017
Rating:
bakırköy masaj
ReplyDeletebakırköy masaj
bakırköy masaj