BLOGGER.COM pr paisa kamane ke liye free me account kaise banaye blogger/blogspot/google per free me blog/website kaise banaye-part 3
Hello blogger kaise hai aap log,to apne bhi blogging me apna kadam rakh diye hai that's great blogging se paisa kamana behad asan hai.Maine seokaise.blogspot.com pr, blogging ki nyi series ki shuruaat kar di hai jo new blogger ke liye helpfull hoga.
Mai es website pr aapko step by step guide karne wala hu.Blogging ke kisi bhi toppic pr aap hamse sampark kar sakte hai.Blogging se related ye hamara tisara part hai.Aaj ke es bhag me ham blogger.com/blogspot per free me blog kaise banaye eske bare me step by step in hindi me batane wale hai.
Esase pahle hamre blogging series ki anya part yha per hai agar aap nhi padhe hai to padh sakte hai.
aap es blog account ke jariye asani se ghar baithe paisa kama sakte hai.Internet ki duniya etani badi hai aap kuchh bhi search karte hai to aapke samne bahut sare webpage aa jate hai kya kabhi aapne socha hai ki ye kaun provide karta hai.To aaj ap jan lijiye ye hamare aur aap ki hi tarah blogger ya website owener hote hai jo blog ke jariye information provide karte hai.Ab apko bhi apne vissiter ko achhe contant provide karna hai uske liye aapko google ke free service blogger.com pr account banana padega.
Agar aap Internet par pehli baar website/blog bana rahe hai, aur aapko free me blog ya website banani hai to Blogger se achha koi aur platform nahi hai.Kyoki blogger google ke dwara di jane wali free service hai jispr aap asani se trust kar sakte hai.blogger pr free me blog banane ke liye aapko ek top level ka domain buy karna padega.Agar aap domain nhi le sakte to bhi google aapko sub domain(blogspot.in) provide karata hai.But mai aapse recomend karunga ki agar aap domain le le to better hai.
Top level domain aapko 1 year tak 99 rs me mil jayega.Maine aapko domain lene ko suggest esliye kiya taki aapka blog asani se search reasult me aa sake.Domain search result me frist aane ka factor nhi hai lekin eski priority hoti hai.Kya kabhi aapne (blogspot.com) ko frist page pr dekha hai.Hmasa top level domain ko google search result me frist aane ki priority di jati hai.
Also read-1 -domain name kya hota hai
Age badhne se pahle mai aapko bata du ki blog aur website me defference hota hai.Blog ,website ka ek part hota hai.Website blog se alag hai aap ko blog pr account criate karne se pahle ye aap confirm kar le ki aapko blog chahiye ya
website.
Yaha per mai aplogo ko shuvidha ke liye video provide kiya hu aap ese dekhe.Agar aapko video nhi dekhna to aap hamare blog ko padhe,
website.
Yaha per mai aplogo ko shuvidha ke liye video provide kiya hu aap ese dekhe.Agar aapko video nhi dekhna to aap hamare blog ko padhe,
Blogger ek Popular Platform hai jo Posts banane aur Publish karne me Use hota hai. aaj es Post me apko bataunga ki Blogger pr Free Blog kaise banaye.
free me blog kaise banaye step by step in hindi-
Agar aapki pehle se hi Google ya Gmail par id hai to aapko blogger par id banane ki jaroorat nahi padegi. But Blogger par login karna padega.
STEP 1=Sabse pahle aap blogger.com jaye waha aap ko sign in hona hai...create new blog pr click kare
STEP 2=ab apke samne ek box open hogi..
1=Frist boxme apko apne blog ka title dena hai jaise mere blog ka title INDIANWINNER hai
2=Second box me aapko apne bog ka url address chose karna hai jaise mera indianwinner.blogspot.in hai.Apne blog apne blog ka title aur url address same rakhe
3=Template choose kare, template ka matlab apke blog ki design se hai.Aap bad me ese costomize kar sakte hai.
4=Create blog pr click kare
Congretulation ab aapka blog readdy ho gya hai, aapke samne ek dashbord open hoga,ab aap view blog pr click karke apna blog dekh sakte hai.Ab aap ko achhe se pata chal gya hoga ki BLOGGER.COM pr paisa kamane ke liye free me account kaise banaye
Apke boge ka Dashbord wo hota hai jha se aap apne blog ko control kate hai.New post per click karke aap apni pahla post live kar sakte hai.
Aaj aapne Blogger par free blog banana seekha, agar aapko blogger ya kisi technical toppic par koi bhi problem aa rahi hai to neeche diye gaye comment box par comment kare.
Ab apka jo kaam hai vo yah hai ki aapko apni website me page banana hai aur post dalne hai, jisase bahot sare vissiter aapke website pr aa sake.
Esake alawa agar apko Blogger par free blog banane lekar koi error aa raha hai to aap apna problem comment box me type kare ham apke problem ka solution jarur provide karenge.Agar apko ye post achha laga ho to aap ese shARE jarur kariye.THANKS..
BLOGGER.COM pr paisa kamane ke liye free me website ya blog kaise banaye
Reviewed by Seo Master
on
February 08, 2017
Rating:
No comments: