ब्लॉगर Blog का Content Copy या चोरी होने से कैसे बचाये?

desable copy paste


Blogger Blog Ka Content Copy ya chori Hone Se Kaise Bachaye?


Hello friends,seokaise.blogspot.com apko batane wala hai ki Blogger Blog Ka Content Copy ya chori Hone Se Kaise Bachaye,Maine apni pichhali post me bataya hai ki Apne post me code box kaise add kare.To dosto agar aap ye janana chahte haI KI apne content image etc copy paste ya chori hone se kaise bache to ye hamara post last tak padhye bas kuchh chhoti si setting karne ke bad ham asani se rok payenge.Bahut se nye blogger hai jo achhe ya popular blogger ke content ko copy karke apne post ke throw apne website ya blog me share karte hai,Jo bad me unke liye hanikarak sabit hota hai.Adhiktar blogger ke blog ya website dusaro ke content chori karne per google dwara disable kar diya jata hai.

ALSO READ-

Agar aap bhi aisa karte hai to please aisa mat kariye warna nuksan ke siwa kuchh nhi milane wala hai,Aapko agar blogging karna ho to aap apne se uniqe content provide kare,dusaro ki copy karne se bache.So mai esi ko dhyan dete hue aaj mai aapko apne content ko copy hone se bacha sakte hai,bas apko apne website ke copy paste system ko disable karna hoga eske liye aapko maine niche html code provide kiya hu aap ese widget ke throw apne blog me add kar le.

Maine apne website indianwinners per online paisa kaise kamaye aur free me blog ya website kaise banaye se related bahut sare post already publish kar chuka hu aap hamare aise hi any interesting blog read kar sakte hai.Friends mera ek youtube channal hai jisaka nam ''Tech 20 With Shubham'' hai aap hamare channal ko subscribe karna na bhule mai yha per daily new video lata hu jo tech se related hota hai wo bhi hindi me so subscribe my channal if u want.

ALSO READ-

Agar aapko bhi lagta hai ki aap ke content ko kisi dusare blogger dwara chori kiya ja rha hai to aap apne blog me copy disable kar le.Yaha aap bataye gye steps ko follow karke apne copy paste system ko disable kar sakte hai.Aage badhne se pahle kuchh jaruri bate aapko jarur jan leni chahiye.

Blog Post content ko secure kyo kare ?


Aagr apka content chori bhi hota hai to kya esase koi problem hai,kya apko apne blog post ko secure karne ki jarurat hai.To mai esi ke bare me bat kar raha hu baahut se new blogger hai jo dusaro ke content ko apne blog me post karte hai,jo blogger etani mehnat se blog banata hai aur kuchh log paisa kamane ke liye chori karte hai jo unke liye bahu easy hota hai.Aur es praka jo content ke main owner hote hai unko bahut bda loss yahi hota hai ki vo without hard work ke apna blog bana lete hai, Jisse original content wale blogs ki search result me priority less ho jati hai aur copy paste karne wale Bloggers ko kuchh had tak fayda ho jata hai.

Yadi koi blogger kisi dusare ke content ko copy kar ke apne blog per publish karta hai to wah kabhi bhi susses nhi ho sakta kabhi na kabhi to wah pakda hi jata hai.Chori kiye huye content ko publish karna ek bahut hi padaa apradh hai, Isse every Bloggers ko bachna chahiye.Chaliye main point per aate hai.

ALSO READ-

Website Ke Content Ko Copy Hone Se kaise bachaye ?

Apne content ko chori hone se bachane ke liye aap niche diye gaye step ko follow kare-

STEP 1-

(A) Sabse pahle apne Blogger Dashboard me jaye.

(B) Ab aap Layout par click kijiye.

(C) Add a Gadget par click kariye

STEP 2-Ab aapke samne ek pop-up window open ho jayegi jisme aapko Html JavaScript feature ko select karna hoga

(A) HTML/Java Script par click kare.
add html java script


(B) Ab aapke samne blank Box open ho jayega jiske content wale field me niche diye gaya code copy karke paste kar de.


(C) Save button par click karke save kar dijiye.

(D) Ab aap save arrangement per click karke apna widget permanent ke liye save kar le
save arrangement

Ab apke blog se copy paste ka option disable ho gya hai cheqe karne ke liye aap apna blog open karke copy karne ka prayas kare ab aap payenge ki apke blog se copy paste nhi ho rha hai.So that's it , es tarah se aap apne blog ki posts ko copy hone se bacha sakte hai.Is post ke dwara batayi gayi tricks aapke content ko 100% chori hone se to nahi bacha sakti lekin 70% tak aap apne content ko safe rakh skate hai.
Es prakar aap kisibhi website ya blog ke content chori hone se bacha sakte hai,Aagar fir bhi apko ese apne blog me use karne me koi problem aati hai to aap comment ke dwara jarur bataye ham apke problem ko solve kar denge. 

अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai. 


Thank you....Regards from Indianwinners

ब्लॉगर Blog का Content Copy या चोरी होने से कैसे बचाये? ब्लॉगर Blog का Content Copy या चोरी होने से कैसे बचाये? Reviewed by Seo Master on April 23, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.