Code box kya hota hai?Blog post me code box kaise use kare in hindi
Hello friends,welcome to indianwinners, is article me aaj hun sikhenge ki blog article me code box blogger post me kaise add karte hai aur mai apko ye bhi bataunga ki code box kya hota hai?To dosto jab aap apne content ko copy paste se bachane ke liye copy paste disable karte hai tb aapko apne vissiter ko code provide karne me problem ati hai.Aapko code provide karne ke liye alag se code box ki jarurat hoti hai.Code box se aap apne blog per kisi bhi content ko copy karne ke liye allow kar sakte hai.Jab bhi aap apne vissiter ko html code ke dwara koi setting batate hai to aapko coding ki jaruat padati hai.Aagar aap code ko aise hi artical me post karte hai to ho sakta hai ki aap ke vissiter code copy na kar paye ya adhura hi ho so esase bachane ke liye aapko apne blog me code box ka use karna padta hai.
how to use code box in blogger post in hindi
Maine apne website indianwinners per online paisa kaise kamaye aur free me blog ya website kaise banaye se related bahut sare post already publish kar chuka hu aap hamare aise hi any interesting blog read kar sakte hai.Friends mera ek youtube channal hai jisaka nam ''Tech 20 With Shubham'' hai aap hamare channal ko subscribe karna na bhule mai yha per daily new video lata hu jo tech se related hota hai wo bhi hindi me so subscribe my channal if u want.
ALSO READ
Blog post me code box kaise add kare?
Mai apko post me code box lagane se related 2 tarah se bataya hu.
1-SIMPLE WAY-Blog post me code box kaise add kare
Yah bahut hi asan hai esaka use aap apne post me direct kar sakte hai,aap jab bhi post likhe to apko code box html me copy karna hoga.Aapko bich me hi code paste karna hoga.
STEP 1-sabse pahle niche diye gye code ko copy kare
<form><textarea rows="5" cols="40" onClick=select() readonly>Your Text Here</textarea></form>
<form><textarea rows="5" cols="40" onClick=select() readonly>Your Text Here</textarea></form>
STEP 2-Blog post ke html part me jaha bhi apko rakhna hai es code ko paste kare apko code me your Text Here ki jagah apna code dale bs simple tha ab aap preview me dekh sakte hai.
2-stylish code box-Blog post me code box kaise add kare
Agar apko esi code ko stylish me lagana hai tb aap ko esake design ka css code apne template me dalna hoga aur yah bhi asan hai.just follow these steps..
STEP 1-Sabse pahle niche diye gaye css code ko copy kar le
STEP 2-AB aap simply blogger.com per jaye Theme<<Edit html
STEP 3-Ab apko ctrl+F press karke search karna hai ]]></b:skin>
STEP 4- ]]></b:skin> KE uppar copy kiya hua code paste karna hai
AB aap chek kar ke dekh sakte hai,Dhyan de jb bhi aap apne post me code box ka use karenge to apko diya hua code post ke html me dalna hai aur uppar diye gye simple code me 'Your Text Here' ki jagah apna code dena hai.
Agar ab bhi apko Blog post me Code Box Ko Blogger Me Kaise Add Kare se related koi problem aa rhi hai to aap comment box ke throw apne question ka solution pa sakte hai.
अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai.
Thank you....Regards from Indianwinners
अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai.
Thank you....Regards from Indianwinners
Code box क्या होता हैi?Blog post में code box कैसे use करे?
Reviewed by Seo Master
on
April 23, 2017
Rating:
No comments: