Blog Favicon Kya Hai Or Ise Use Kaise Kare-

Blog Favicon Kya Hai Or Ise Use Kaise Kare-

what is favicon how to use favicon in blog
Blog Favicon Kya Hai Or Ise Use Kaise Kare.
Hello friends Welcome to Indianwinners, Aapne sabhi ne dekha hoga achi site ya cha blog hota hai uska kudka favicon hota hai ye site kho cool look deta hai favicon kaise lagaye or ye kya hai iski puri jankari aaj me aapko dunga taki aapko koi paresani na ho or aapka blog acha lage Favicon lagana bahut acha hai isse aapka blog alag hi lagega oro ke blog se or blogger ka logo najar nahi ayega. 

Agar aap new hai or nahi jante ki favicon kya hai ye post aapke liye hai.Blogger favicon yani blog ka logo jo blog ko browser me open karne par browser link box me aapke blog ke left side me show hota hai.Jaisa aapne bahut si bahut website me dekha hoga.


Favicon (logo) blog (website) ke liye kyu jaruri hai ?


Favicon ek  lagbhag (16px x 16px size) ki photo hoti hai. jise aapne websites ke address ki side me dekha hoga. aap bhi apne blog par apna logo laga sakte hai. isse aapke visitors ko aapka blog website ki taraha lagega or isse aapne viewer par acha effect padega.

Blog (website) Me Favicon ko kaise add kare?


Iske liye aapko niche di hui bato kho follow karna hai .Sabse pahle blogger.com par log in kare or apne blog ke dashboard par jaye.


what is favicon how to use favicon in blog


1. layout par click karna hai.
2. favicon ke samne edit par click kare. jaisa ki image me dikaya gya hai.
ab aapke samne is taraha ki ek window open hogi. Jisme aapko apna favicon dalna hai.


Favicon (logo) blog (website) ke liye kyu jaruri hai ?

1. choose file par click karke apna logo ya favicone chune jo 100kb se jyada size ki nahi ho.

2. agar aapki image 100 kb se jaya ki hai aap is website par jaye or apna logo ya favicon bana le or use download karke daal de click kare  Favicon & App Icon Generator

3. photo dalna ke bad Save par click save kar de aap wapis apne blog e layout par aa jaoge.

Save par click kare.

Ab apka favicon blogger me add ho chuka hai.Thoda wait kare phir dekhe aapka logo change ho cuka hoga. Aap alag kitne bhi favicon laga sakte ho apne blog par.Ab apko pata chal gya hoga ki what is favicon how to use favicon in blogger ,agar aapka blog favicon se koi sawal hai to comment me puch sakte ho.
Share is SEXY

मैंने अपने वेबसाइट indianwinners पर ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए और फ्री में blog ya website कैसे बनाये से related बहुत सारे post already publish कर चूका हु आप हमारे ऐसे ही अन्य interesting ब्लॉग read कर सकते है.Friends मेरा एक youtube चैनल है जिसका नाम ''Tech 20 With Shubham'' है आप हमारे चैनल को subscribe करना न भूले मै यहाँ पर daily नई video लाता हु जो टेक से related होता है वो भी हिंदी में so subscribe माय channel if u want.


अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai. 


Thank you....Regards from Indianwinners

Blog Favicon Kya Hai Or Ise Use Kaise Kare- Blog Favicon Kya Hai Or Ise Use Kaise Kare- Reviewed by Seo Master on April 08, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.