How to make privacy page in blogger/how to add privacy page in blog Hello Friends Welcome to Indianwinners,Aaj ke post me ham janenge ki apne blog ke liye privacy policy page kaise banye aur blogger me kaise add kare. privacy policy ka matlab hain apne blog par aane wale visitor ke liye ek term or condition rakhna jisko privacy policy kahte hain. ye ek page hota hain jise ham apne blog me Privacy policy page ke naam se save rakhte hain. ye google adsense approval ke liye behad hi jaruri page hain.
Privacy Policy Page Kyu Jaruri Hain
Dosto aapko toh pata hi hoga internet par copy right ke baare me. ye page usi ke baare me hain ki agar koi hamare blog ka contant copy karta hain toh uske liye kya kya sazaa mil sakti hain. iske alawa koi galat commant jaise gaali, ya koi bad words bolta hain toh uske liye bhi privacy policy me term and codition hoti hain.
Kaise Banate Hain Privacy Policy Page
Iske liye kuch steps hain jinhe follow karna hain.
Step 1.
Yaha click karke site ko open kare. or site par login kare. agar account nahi hain toh bana le.
Step 2.
Ab Member area ko salect kare. iss window me ek form show hoga privacy policy ka jise open karna hain. or jisme detail ko enter karwana hain. iske liye 5 steps hain. jo following hain.
Genral Site Information
Yaha apni website ya blog ka url enter karwaye. jaise hamne exmple ke liye www.myblog.com enter kiya hain vaise hi aap apni website ka url enter kare.
Uske just niche apni e mail id daale, e mail vahi use kare jo blog or website se connect ho.Use Of Cookies
Yaha yes, we use cookies ko salect kare.
Advertiser Information
Yaha aapke blog or website par kon kon si site ke add liye huye hain unki detail ko show karwana hain, for exmple :- Google Adsense, Chitika, Amzone .
Ab create my Privacy poliicy par click karna hain. aapka privacy policy page creat ho jaayega.
Step 3.
Jo privacy policy ka page creat hoga wo ek box me likha hua show hoga jaha se aapko ise copy karna hain, iske liye aap short cut key CTRL+A or Uske Baad CTRL+ C ka bhi use kar sakte hain.
Copy karne ke baad ise apni website or blog se connect karna hain iske liye niche diye steps ko follow kare.
Privacy Policy Page Ko Add Kaise Kare Blog Me
Step 1.
Blogger ke dashboard me jaakar pages ke option ko selact kare, right site me creat a new page par click kare.
Step 2.
Ab aapke saamne page likhne ka form show ho jaayega jaha page ke title me Privacy Policy likhkar niche us copy kiye code ko paste karne hain iske liye CTRL+V ka use kare. code paste ho jaayega.
iske baad publish par click kare Privacy Policy ka page creat ho jaayega. ise aap apne blog me jaakar dekh sakte hain.
Friends Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog Me aapko hamara ye article kaisa laga hamei commant karke batahiye.
Share is SEXY
मैंने अपने वेबसाइट indianwinners पर ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए और फ्री में blog ya website कैसे बनाये से related बहुत सारे post already publish कर चूका हु आप हमारे ऐसे ही अन्य interesting ब्लॉग read कर सकते है.Friends मेरा एक youtube चैनल है जिसका नाम ''Tech 20 With Shubham'' है आप हमारे चैनल को subscribe करना न भूले मै यहाँ पर daily नई video लाता हु जो टेक से related होता है वो भी हिंदी में so subscribe माय channel if u want.
अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai.
Thank you....Regards from Indianwinners
Thank you....Regards from Indianwinners
Privacy Policy Page Kaise Banaye Blog Me 2017
Reviewed by Seo Master
on
April 09, 2017
Rating:
No comments: