Auto share facebook post in all group
Hello friend welcome to Indianwinners.How To Post Share To All Facebook Group One Click in Hindi. facebook ke sabhi group me ek saath post Share kaise kare Ye aaj ham aapko step by step bataye, ye ek simple tricks hai jo har blogger ko follow karni karni chahiye q ki isse hamara samay ( time ) bachta hai.
Aaj kal har banda blogging karne lag gaya hai or wo success hone ke liye bahut mahenat bhi karta hai ghanto baith kar post likhta hai or fir us post ko publish karne me apna sara din khrab kar deta hai but wefbee site ek eshi site hai jiske help se hum ek click me humare post ki link ya blog ki information ek click me all Facebook group me send kar skte hai yani sabhi group me post share kar sakte hai. but is ke liye aap ko mere steps ko follow karna hoga to chaliye jante hai how to post share in facebook all group in one click.
wefbee ke future kya kya hai
- Facebook pe 1 click me 400 groups main post, image, links send kar sakte hai.
- Iss me mujhe sab se best baat ye lagi ki iss se humara time khrab nhi hota hai
- Ye trick PC and mobile dono me work karti hai. (but jitna ho sake aap apne pc/mobile me google chrome browser ka use iss trick me jarur kare jish se aap ko koi problem na ho. )
- Iss site ke jariye hum ek click me group/page me post kar skte hai. Apni Facebook photos ki like and comment bhda skte hai Etc.
- Ye ek trusted site hai hajaro log iss site ka use karte hai.
- Ye site humare liye 100% safe hai ishe mene khud bhi try kiya hai.
Ek click Facebook groups me post share kaise kare.
Sabse pehle wefbee ki site ko open kare. Yaha par aap ko 6-7 option milenge.
- Auto Group Poster
- Auto Page Poster
- Auto Liker
- Auto Commenter
- Bot Like/Commenter
- Fb Status Via
Yaha par aap ko Auto Group Poster Par click karna hai fir aap ko next page par do option milenge
Yaha par aap ko sab se pehle 1st option Click to take app Permission par Click karna hai.
Click karne ke Baad me aap ko new page me apni facebook log-in ka option milega.
- Yaha Par Apni Facebook ID
- Yaha Par Apni Facebook Password
- Or Log-In Kar De
Log in par click karne par aap ko next page par SUCCESS likha milega kuch iss trek a jesha niche photo me dikaya gya hai
Seccess dikane ke bhad aap ko Wefbee ki site par waps aana hai. Yaha par aap ko ab 2nd option.
Click here to copy access token par click karna hai.
Yaha par click karne ke baad aap ke shamne kuch coding ka page open hoga us me se aap ko use page ke URL link ko Copy (CTRL+C) karna hai jesa niche photo me dikaya gya hai.
Link copy karne ke bhad aap ko fir se wefbee ki site par jana hai or jo iss photo me jo box dikh rha hai iss me link ko paste (CTRL+V) kar de or Log-in kar de
Log-in karne ke baad aap ko 3 option milenge
- Auto status Poster
- Auto Image Poster
- Link preview Poster
Iss me se aap ko auto image Poster par jo chawo wo click kar skte ho mene yha auto image Poster ko select kiya hai ish par click karne page ek new page open hoga jish me aap ke all facebook group ke naam mil jayege app chawo to aap goup ko one by one select bhi kar skte hai yha meri tare aap bhi group ko all select kar skte hai
All select karne ke baad link: box me post ki link daale or Submit par click karna hai submit par click karne ke baad aapki image, link ya aap ka status all group me send ho jayega ha only ek click me.
Note= iss site ka use karne ki bhad iss site me se apne facebook account ko log-out jarur kar lena.
I hope ki aap ko meri facebook ke sabhi group me post share kaise kare iski post achi lagi hogi.
Share is SEXY
मैंने अपने वेबसाइट indianwinners पर ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए और फ्री में blog ya website कैसे बनाये से related बहुत सारे post already publish कर चूका हु आप हमारे ऐसे ही अन्य interesting ब्लॉग read कर सकते है.Friends मेरा एक youtube चैनल है जिसका नाम ''Tech 20 With Shubham'' है आप हमारे चैनल को subscribe करना न भूले मै यहाँ पर daily नई video लाता हु जो टेक से related होता है वो भी हिंदी में so subscribe माय channel if u want.
अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai.
Thank you....Regards from Indianwinners
Thank you....Regards from Indianwinners
Ek Sath Ek Click Me Sabhi Facebook Group Me Post Share kaise Kare
Reviewed by Seo Master
on
April 10, 2017
Rating:
No comments: