Website/Blog ke High Quality Backlinks Pane Ke Liye 10 Best Sources

Website/Blog ke High Quality Backlinks Pane Ke Liye 10 Best Sources

Hello friends Welcome to Indianwinners.Agar Aap Ek blogger Hai To Aapko Pata hoga Ki Quality Backlinks Hamare Blog Ke Liye Kitna Important Hai,  Ek Quality Backlinks Pane Ke Liye Ham Apne Blog Ke Liye Blog Commenting, Guest Post,  Web directory Submission Etc Karte Hai,  Lekin Kya Ense Hame High Quality Backlinks Milte Hai,  Mai Agreed Hu Ki Ye Tarike Backlinks Pane Me Hamari Help Karte Hai,  Lekin Ek High Quality Backlinks Pane Ke Liye Aapko Kuch Alag Sources Ka Bhi Use Karna Chahiye,  Esliye Aaj Ke Es SEO Related Post Me Mai Aapko 10 Ese Valuable High Quality Sources Ke Bare Me Batane Ja Rha Hu,  Jiski Help Se Aap High Quality Backlinks Pa Sakte Hai. Sabse Pahle Ye Jaante Hai,  Backlinks Kya Hai, Aur Ye Kitne Prakar Ke Hote Hai. And Ye Hamari Site Ki Ranking Ko Kaise Improve Karte Hai.

Backlinks Kya Hai,  Types Of Backlinks

Backlinks Us Link Ko Kahte Hai,  Jo Kisi Dusre Web Page Par Uplabhd Ho,  Ese Google Apni bhasha Me Link Juice Kahta Hai, Example Ke Liye Agar Aap Mere Blog Par Comment Karte Hai,  Aur Apni Site Ka URL Dalte Hai,  To Ab Aapki URL seokaise.blogspot.com Par Hogi,  Esse Aapke Blog Ko Backlink Milegi.  Ese Hi Backlink Kahte Hai, Mainly Backlinks 2 Types Ki Hoti Hai.

  • Friend maine apne blog per Guest post allow kar di hai aapko agar apko hamare website se Do-Follow link chahiye to Gest post Rule ko Read kare.


1-No Follow
2-Do Follow

-No Follow Backlink,  Us Web link Ko Kahte Hai, Jo Link Juice Pass Nhi Karte, Ese Link Ko Google Value Nhi Deta,  Yani Ye Low Quality Backlinks Hote Hai.

-Do Follow Backlinks Us Web Link Ko Kahte Hai,  Jise Google Crawl Karta Hai,  Aur Jisme Link Juice Pass Hota Hai,  Ye Blog Ki Value Ko Badhate Hai.

Do Follow Backlinks Pane Ka Kya Important Hai

1. Yah Domain Authority Ko Improve Karta Hai
2. Yah Page Rank Improve Karne Me Help Karta Hai
3. Yah Alexa Rank Improve Karne Me Help Karta Hai.
4. Yah Google Search Traffic Me Improve Karta Hai, Aur Aapke Web Page Ko Pahle Page Me List Karne Me Helpful Hai.
5. Do Follow Backlinks Adsense CPC Ko Bhi Improve Karta Hai.

Now Main Question,  Ki Ham Apne Blog Ke Liye High Quality Backlinks Kahan Se Prapt Kare, 10 Best Sources

Do-Follow Backlinks Pane Ke Liye 10 Best Sources

1. Google +

Google + High Quality Do Follow Link Pane Ke Liye Sabse Best Source Hai,  Yahan Se Backlink Pana Bahut Easy Hai,  Backlink Ke Sath Sath Aap Apne Blog Ke Liye Kuch Unique Visitors Bhi Pa Sakte Hai.

Google + Se Backlink Kaise Paye

1. Sabse Pahle Apne Google + Account Me Login Kare
2. Ab Yahan Profile Me About Par Jaye
3. Links Me Apne Blog Ka URL Dale.
4. Thats All,  Aapne Google + Se High Quality Do-Follow Link Prapt Kar Liya.

2. Blogger.com

Blogger Google Ki Ek Free Service Hai,  Jahan Aap Sub Domain (.blogspot.com) Ke Sath New Blog Shuru Kar Sakte Hain. Kai Logo Ko Pata Hai Ki Blogger Se Free Blog Bana Sakte Hai  But Kam Hi Logo Ko Pata Hai,  Ki Aap Apne Blog Ke Liye Blogger Se High Quality Backlink Pa Sakte Hai.

Blogger Se Free Do-follow High Quality Backlinks Kaise Paye

1. Sabse Pahle Google Par Search Karke Kuch High Quality Blogger Site Ko Search Kare.
2. Ab 1-1 Karke Sab Par Behtrin Comments Kare,  ( Yaad Rhe Comment Karte Time Apne Site Ka URL Dalna Na Bhule)
3. That's All,  Aapne Successfully Blogger Se Kuch High Quality Do-Follow Backlink Pa Liye Hai.

3. YouTube

YouTube World Ki Sabse Badi Video Sharing Website Hai,  YouTube Par Daily Lakho Active Users Hai,  Jo Daily Naye Naye Videos Dalte Hai. YouTube Ek High Quality Site Hai,  Jahan Se Aap Pr Backlinks Pa Sakte Hai.

YouTube Se Backlink Kaise Paye

1. Sabse Pahle Apne YouTube Account Par Login Kare
2. Yahan Advance Channel Setting Me Associated Website Par Jakar Apne Blog/Site Ka Url Dale.
Note : Aapko Yahan Apne Blog/Site Ki Ownership Verify Karni Hogi,  Eske Liye Aap Google Webmaster Tool Ka Use Kar Sakte Hai.

4. Alexa

Alexa Ek Popular Leading  Site Statistics Batane Wali Site Hai,  Yahan Aap Apne Site Ki Rank Pata Kar Sakte Hai,  Sath Hi Apna Backlinks Bhi Check Kar Sakte Hai. Kai Logo Ko Pata Hai Ki Ham Apne Backlinks Alexa Se Check Kar Sakte Hai,  But Kam Hi Logo Ko Pata Hai Ki Aap Alexa Se Bhi Do-Follow Backlink Pa Sakte Hai.

Alexa Se High Quality Backlink Kaise Paye

1. Sabse Pahle Alexa Par 
2. Apne Site Ko Claim Kare
3. Ab Yahan Aap Ek Option Dekhenge,  Jahan First 7 Days Free Trial Wala Option Hoga,  Bas Us Par Click Karke Apna Details Fill Kare,  Ab Aapko Payment Ke Liye Kaha Jayega,  Payment Ke Liye Aap Apna Dabit/Credit  Card use kar Sakte Hai. Don't Worry Aapke Account Se 1 Bhi Paisa Nhi Katega.
4. Payment Karne Ke Baad Alexa Me Site Information Par Jakar Fir Se Blog Add kare.
That's All,  Aapne Alexa Se Free Me High Quality Backlink Pa Liya Hai.

5. WordPress.com

WordPress.com Ek Free Popular Blogging Platform Hai, Yahan Aap Sub Domain (.WordPress.com) Ke Sath Ek Free Blog Bana Sakte Hai. WordPress.com Se Free High Quality Backlink Pane Ke Liye Bas Kuch WordPress.com Blog Dhundhe,  Ab Yahan Comments Kare.

That's All Aapne WordPress.com Se High Quality Backlink Pa Liya Hai.

Note -Aapko WordPress.com Wale Blog Dhundhne Hai,  Na Ki WordPress. Org Wale.

6. Yahoo Answers

Yahoo Se Do-Follow Backlink Pana Ek Good Idea Hai, Kyuki Yahoo Ke Paas High Page Rank & Authority Hai,  Jo Aapke Site Ko Search Engine Me Upar Lane Me Help Karta Hai. Yahoo Answer Yahoo Ki Free Service Hai,  Jahan Log Apne Questions Puchte Hai,  Aur Eske Badle Unhe Dusre Logo Se Answer Prapt Hota Hai.

Yahoo Answers Se Backlink Kaise Paye.

1.Yahoo Par Account Banaye
2. Ab Aap Apne Account Me Kai Questions Dekh Pa Rhe Honge, Yahan Questions Hindi ,Hinglish Me Bhi Puche Jate Hai,  To Bas Aapko Karna Hai Ki Kuch Questions Ke Answers Apne Site Url Ke Sath Dene Hai.
3.Thats It,  Aapne Yahoo Ke High PR 9 Backlink Pa Liye.

7. Mozilla. Org

High Quality Backlinks Pane Ke Liye,  Mozilla Ek Behtrin Site Hai,  Yahan Se Pr 9 Wala Link Aapke Blog Ki Quality Ko Improve Kar Sakta Hai. Yahan Se Backlink Pana Bhi Easy Hai.

Mozilla. Org Se Backlink Kaise Paye.

1. Sabse Pahle Yahan Se Firebox Par Register Kare
2. Register Karte Time Aapse Blog Ka link Dalne Ko Kaha Jayega,  Wahan Apne Blog/Site Ka Link Dale.
3. Account Active Karne Ke Liye Aapko Apne Email Ko Verify Karna Hoga.
That's All,  Ab Aapne Mozilla Se High Quality Backlink Pa Liya.


8. LinkedIn

LinkedIn Ek Popular Social Networking Site Hai,  Jahan People Ek Dusre Se Connect Hote Hao, LinkedIn Ki High Page Rank and page Authority Aapke Blog Ko Search Engine Me Fast Index Karne Me Aapki Help Karegi.

LinkedIn Se Backlink Kaise Laye

1. Sabse Pahle LinkedIn Par Account Banaye
2. Sabhi Necessary Details Dalakar Apna Profile Complete Kare.
3. Kuch Logo ko Follow Kare,  Ab Apne Blog Post Link Ko Yahan Share Kare.
That's All,  Aapne Successfully LinkedIn Se High Quality Do Follow Backlink Pa Liya Hai.

9. Reddit

Reddit Ek Most Popular High Quality Social Bookmarking Site Hai,  Es Site Se Aap Kewal High Quality Backlinks Hi Nhi Payenge,  Blki Aap Yahan Se Kuch Unique Visitors Bhi Payenge.

Reddit Se High Quality Backlinks kaise Paye

1. Sabse Pahle Reddit.Com Par Apna 
2. Sabhi Necessary Details Dalakar Apna Profile Complete Kare
3. Ab Apne Blog Post Link Ko Yahan Share Kare.
That's All,  Ab Aapne Reddit Se High Quality Page Backlink & Authority Pa Liya Hai

10.Quora

Quora Ek Most Popular Question Puchne Ka Forum Hai,  Yah Bhi Ek High Quality And High Domain Authority Wala Site Hai,  Kai Baar Google Search Me Aapne Es Site Ko Dekha Hoga. Agar Aap Quora Se Backlinks Payenge To Backlinks Ke Sath Sath Aapko Kuch New Unique Visitors Bhi Apne Site Par Milenge.

Quora Se Backlink Kaise Paye.

Quora Se Backlink Pane Ka Sabse Easy Tarika Hai,  People Ke Question Ka Response Karna,  Aur Response Karte Time Apne Blog Ka Link Dalna.

Conclusion-To Friends,  Ye Kuch Site The,  Jinse Aap High Quality Backlinks Pa Sakte Hai,  Jo Aapke Page Ranks,  Domain Authority Ko improve Karta Hai. Mujhe Ummid Hai Aapko Yah Post Pasand Aaya Hai,  Kya Koi Aur Tarika Hai,  Jisse High Quality Backlinks Paya Ja Sakta Hai.
Share is SEXY

मैंने अपने वेबसाइट indianwinners पर ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए और फ्री में blog ya website कैसे बनाये से related बहुत सारे post already publish कर चूका हु आप हमारे ऐसे ही अन्य interesting ब्लॉग read कर सकते है.Friends मेरा एक youtube चैनल है जिसका नाम ''Tech 20 With Shubham'' है आप हमारे चैनल को subscribe करना न भूले मै यहाँ पर daily नई video लाता हु जो टेक से related होता है वो भी हिंदी में so subscribe माय channel if u want.


अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai. 


Thank you....Regards from Indianwinners

Website/Blog ke High Quality Backlinks Pane Ke Liye 10 Best Sources Website/Blog ke High Quality Backlinks Pane Ke Liye 10 Best Sources Reviewed by Seo Master on April 10, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.