How to earn money online? 6 popular way,Online Paisa Kaise Kamaye ? 6 Popular Tarike-
Hello friends Welcome to Indioanwinners, Kya Aap Online paisa kamana chahte hai ? Agar haa to apko Online bahut si chijo ki jankari honi chahiye. Online aaj itna bada Market Place ban gya hai ki yahan par agar apko jyda kuch nahi pata aur aap yahan se paise kamana chahte hai to aap bewkuf bhi banaye ja sakte hai aur apko paise kamane ka lalach dekar hajaro rupaye thage ja sakte hai. Dosto me apne Experience ke base par apko aaj jo bate batane wala hu use aap dhyan se padhe kyonki maine apne 2 saal ke online career me jo bhi jana hai uske base pe me apko bataunga ki online paise kaise kamaye ja sakte hai.
Dosto sabse pahli baat ki online agar aapse job dene ke badle agar registration ke naam pe paise manga ja rha ho to ye baat ganth bandh lijiye ki online aise offers dene wali sites 97% tak frod hi hote hai. Maine khud bahut paise gavaye hai in Sites ke chkkar me. Me kuch tariko ke bare me apko niche bata rha hu jis se aap Online paise kama sakte hai.
- Affiliate Marketing
- Freelancer
- Fiverr
- Content Writing
- Blogging
- Youtube
Affiliate Marketing Se Paise Kaise Kamaye ?
Dosto sayad aapne Affiliate Marketing ka to naam suna hi hoga lekin apko iske matlab nahi pata hoga. Chaliye koi baat nahi me apko batata hu ki iska sahi matlab kya hota hai aur is se paise kaise kamaye ja sakte hai. Affiliate Marketing ka hindi arth hota hai – सहबद्ध विपणन yani ki kisi Product ko Sell karvane ke liye uska prachar karna. Aaj ka yug hai vo Online Produts kharidne ka hai. Iske liye bahut se sites bhi hai jaise ki Amazon, Flipkart, Snapdeal etc. chahe koi bhi chij ho aajkal online sari chije mil jati hai. Aajkal Sites apne Product ko Sell karvane ke liye Afiliate Programe bhi deti hai. Jisme kam kr ke ham mahine me ache paise kama sakte hai. Apko sirf in sites me jakar inke Affiliate Programe ko Join karna hai uske baad aap inke Product ko Promote kar ke achhe paise kama sakte hai. Lekin Product ko Promote karne ke liye apke paas Website, Blog ka hona anivary hai agar apke paas ye sab chije nahi bhi hai to aap Facebook to jarur use karte hoge. Agar apke Facebook me achhe khase Friends hai to aap yahan par Products ko promote kar ke Affiliate marketing ke jariye paise kama sakte hai. Online Bahut se Sites hai jo Affilate Program deti hai.Work Kar ke Paise Kaise Kamaye ?
Agar aap me koi Tilent hai jiske jariye aap longo ke kam ko kar sakte hai to aap apne Tilent ke mutabik Task Complete kar ke paise kama sakte hai. Darsal Freelancer me apko bahut se log apko kuch kam denge jinhe pura kar ke aap unse paise kama sakte hai. Jaise ki maan lijiye agar aap achha Content (Post) likh sakte hai to apke post ko kharidne wale bahut mil jayenge yahan. Iske alava bahut se log apna kam karvane ke liye apko paise dete hai jaise ki – Website Designing, Logo & Banner Desinging, Data Entry, Form Filling aur Content Writing etc. aap apni ruchi ke hisab se Task Complete kar ke paise kama sakte hai.Fiverr Se Paise Kamaye ?
Fiverr.com bhi ek Open Online Market Place hai yahan par aap kisi se apna kam karva bhi sakte hai aur longo ke kam ko pura krne ke badle paise kama sakte hai. Har insan ke andar koi n koi tilent hota hi hai. Aap apne Knowladge ke hisab se koi bhi kam pura kr ke de sakte hai jo aap karna chahe. Yahan par apko bahut se Options milenge Task choose karne ke.Content Writing Se paise kaise Kamaye ?
Agar aap likhna achha jante hai aur badhiya Article likh sakte hai to aap online 600 Words ke Articles likh ke paise kama sakte hai. Bahut se aise Sites hai jinko Articles ki jarurat padti hai. Aap Direct unse Contact kar sakte hai jo apko Post likhne ke badle paise de sake. Ya fir aise Sites bhi mojud hai jahan par aap apne post ko sell kar sakte hai. www.contentmart.com ek site hai jahan parArticles ko Sell kiya ja sakta hai.Blogging Se Paise Kaise Kamaye ?
Upar bataye sabhi tariko me se mujhe jo sabse achha tarike lagta hai Online paise kamane ka vo hai Blogging. Kyonki jab aap blogging start kar dete hai to suruwat me apko kuch mahine mehnat karni hoti hai achhe articles apne blog me dalne ke liye. Lekin jab ek bar apka Blog Popular ho jane par apki har mahine achhi kamai ho sakti hai. Blogging ke upar ham ne aur bhi articles likhi hui hai jo apko padhni chahiye.Youtube Se Paise Kamaye ?
Youtube bhi Online paise kamane ka ab tak ka sabse achha aur secure tarika hai. Isme apko ek channel banana hota hai. Jab apka channel popular hota hai aur Videos par achhe views aate hai to apki hare k Video se achhi kamai ho jati hai. India me bahut se log Youtube se lakho rupees tak kama rahe hai. Ye kafi aasan tarika hai. Isme apko Regular apne Channel pe Videos Dalte rahne padenge. Aaj kal har kisi ke paas achhe camera wale smart phone hote hai jis karan aap apna koi bhi achha sa video bana kar to daal hi sakte hai.Dosto ye jitne bhi tarike maine bataye hai ye Online Paise kamane ke Popular Tarike hai jisme aagar aap Mehnat kare to 100% Guarantee hai ki aap har mahine hajaro rupaye kama sakte hai. Online Paise kamane ke aur bhi bahut se tarike hai jo me apko aane wale post me bataunga.
Apko meri ye jankari Online Paisa Kaise Kamaye ? 6 Popular Tarike- kaise lagi.
Share is SEXY
मैंने अपने वेबसाइट indianwinners पर ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए और फ्री में blog ya website कैसे बनाये से related बहुत सारे post already publish कर चूका हु आप हमारे ऐसे ही अन्य interesting ब्लॉग read कर सकते है.Friends मेरा एक youtube चैनल है जिसका नाम ''Tech 20 With Shubham'' है आप हमारे चैनल को subscribe करना न भूले मै यहाँ पर daily नई video लाता हु जो टेक से related होता है वो भी हिंदी में so subscribe माय channel if u want.
अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai.
Thank you....Regards from Indianwinners
Thank you....Regards from Indianwinners
Online Paisa Kaise Kamaye ? 6 Popular Tarike-
Reviewed by Seo Master
on
April 07, 2017
Rating:
No comments: