Hello blogger,maine previos post me bataya ki bloggger pr free me blog kaise banate hai aur aaj mai aapko bataunga ki apne new website ya blog per new post kaise update karte hai.Blog per new post kaise likhte hai, ye Blogging series ka 4 rth part hai.
Blogger me free me blog criate karne ke bad aapko apne blog me post update karna hota hai.Blogger me aap apne dashbord ko open karke menu bar dekh sakte hai aapko apne blog esi dashbord se manage karna hai.
Aaj mai apko blogger ke dashbord ke ek ek point ko details me bataunga.seokaise.blogspot.com per aapko blogging series ki sari jankari stepwise mil jayegi hai.Yha pr maine blogging ke bare me details jankari mil jayegi.
Aap ko blogger me ek achhe se post likhne ke liye Title,parmalink, lebel, keyword, etc ka dhyan dena bahut hi jaruri hai.Mai aapko blogger ke sare terms ko ashan shabdo me bataya hu please aap ese last tak padiyega.
also read-domain-name-kya-hai
Bahut sare new blogger bloggger per asani se account bana to lete hai lekin unko post likhna nhi pata hota hai.Blog ya Website banane ke bad sabke Dimag me ek hi question hota hai, How to write blog Posts.Blog par new post kaise likhe,aaj mai aapko puri detail me jankari provide kiya hu.
So let's go.....
Ye article un sabhi dosto ke liye likh raha hu jinhone abhi abhi blogging ke duniya me entry kiya he aur wo janna chate hai blogspot blog par new post kaise likha jata hai.Agar aap blogging me carrier banana chahte hai to aapko apne blog per good containt provide karna hai.Blogging se achhi income aap tabhi kar payenge jab aapke blog post me quality hoga.
also read-facebook Id block क्यों होती है ?
Blogspot per new post karne ka tarika ==
step 1=New post likhne ke liye sabse pahle aap apne blogger dashboard me jaye ..
Step 2=Esaake bad likhe huye New post per click kare ,Ab apke samne new page open hoga jisame blog likhne ke liye bahut sare tools diye hote hai.Ab aapko enhi tools ke madad se ek achha sa post criate karna hai.
post criate karne se pahle aapko sare terms ko janana bahut jaruri hai.
1-POST TITLE=
Page open hone ke bad sabse pahle aapko post title ka opption dikhayi deta hai.Aapko es box me jo bhi post likh rhe hai usaka unique title deside kare.Usake bad aapko apna title esi box me fill karna hai.Title ko aap main heading bhi bol sakte hai.yah aapke post ka main part hota hai.EX=mere es blog ka title hai 'Blog per new post kaise likhate hai'.
also read-ऑनलाइन पैसा कैसे कमाए how to make money online
2=Undo & Redo=
Html ke just bagal me aapko jo 2 airow ka sign dikhai deta hai whi opption Undo aur Redo karne ka hai.
3=FONT & TEXT=
'f' akar ka jo sign hai usase aap apne text ka font change kar sakte hai.Esi tarah 'T' akkar ka bna sign text ke akar ko chota ya bada karne ke liye hota hai.
4=TEXT HEADING=
Aap yha se apne post ke liye main heading, sub heading ,minner heading select kar sakte hai.
5=BOLD=
'B' akkar ka sign text ko bold karne ke liye kiya jata hai.
also read-अपने blog की trafffic कैसे बढ़ाये इन हिंदी
6=ITALIC MOD=
'I' akkar ka sign ka upyog text ko italic karne ke liye hota hai.Esase post ka look best hota hai.
7=UNDERLINE=
Esaka prayog text ko underline karne ke liye hota hai jo 'U' sign me hota hai.
8=TEXT COLOUR=
'A' akkar ka sign text ke colour ko badalne ke liye kar sakte hai.
9=BACKGROUND COLOUR=
Text ki background ki colour badalne ke liye esaka upyog kiya jata hai
10=UPLODE IMAGE=
Yha se aap apne post ke liye Image uplod kar sakte hai.
11=URL LINK=
Aap eski madad se kisi bhi text me url fill kar sakte hai.
12=UPLODE VIDEO=
Image uplode ke just bagal me jo sign hai wha se apne post ke liye video uplod kar sakte hai.
Abhi tak maine aapko post me prayog hone wale important term ko samjhaya hai.Esake alawa aur bhi tools hai jiske bare me aap jan sakte hai.
Ab aapko right side me seo based kuchh important tools dikhai denge.Esame post setting ke andar hone wale important terms ke bare me janana jaruri hI.
1=Labels=
lebels me apko apne post ki category ko chose karna hai.Jaise- 'maine bloggger per new post kiase kare' esake bare me likha to mera lebels hai.Blogger,internet,blog...
2=Permalink=
Parmalink post ka sabse important part hota hai.Aapko apne har post me permalink cheqe karna hai aapke parmalink me main keyword jarur hone chahiye.
3=Search Description=
Search description ka bhi seo based important hai.Aap apne search description me ane blog ke bare me likhe aur aapko ye bhi dhyan dena hai ki esame aap main keyword jarur put kare.Agar aap nya blog criate kiye honge to aap me search description ka opption hide hoga.Apko apne setting me jakar description enable karna hoga.
4=Costom robots Tags=
Costom robots Tags ki madad se search engion aapke post ko crawel karte hai.Ese enable kaise kare eske bare me puri jankari maine new post me di hai.
5=Preview=
Preview ke jariye aap apne post ko exime karne ke liye dekh sakte hai ki aapke post ka look blog site pr kaisa dikh rha hai.
6=Publish=
Jab aapka blog puri tarah se taiyar ho jaye to aap publish pr click karke apne blog ko live kar sakte hai.
POST LIKHANE KE BAD KUCHH DHYAN DENE WALI IMPORTANT TIPS=
1=Aap apne post ka title unique chose kare.Unique se matlab hai aapka title aiysa hona chahiye jisase koi bhi padhne wala use click karke jarur padhe yani more clickable...attractive. Aapke title me kam se kam main keyword jarur hona chahiye.Keyword find karne ke liye aap keyword planner ka help le sakte hai.Main keyword aapke search result me lane ke liye important hai.
2=Post create karne se pahle aapko apne post ka search description enable hona chahiye.Aap apne har ek post ke lebel ko jarur chose kare.Post body me main keyword ki sankhya jyada nhi honi chahiye.Esase aapke website pr negative effect padega.
3=Post ko chhote chhote paragraph me divide kar ke likhe.
4=aap apne post me kam se kam ek image ka prayog jarur kare.
5=Image me alt tag jarur dale.
6=Apko apne post ke parmalink ko search friendly banana hai.Parmalink me main keyword use kare.
7=Apka blog pr ek post kam se kam 500 words ka hona chahiye.Kisi dusare blogger ke containt copy paist na kare.
8=Ho sake to aap apne post me usase related video bhi add kare
Last Word=
Finnaly maine aap ko bataya ki Blog per new post kaise likhate hai.Dosto ye tha hamare blogging series ka 4rth part.Maine seokaise.blogspot.com per apne new blogger ko guide karne ke liye bahut hi simple shabdo me samjhane ki koshish ki hai.Agar aapko eske alawa bhi new post criate karne me koi problem aati hai to please aap comment ke dwara sawal jarur puchhe mai apki jarur help karunga.
Agar aapko es post ke madhaym se kuchh bhi sikhane ko mila ho to please aap es post ko share kariye.Aur hamare blog feed subscribe karna na bhule.
Thanks ....
Blog per new post kaise likhate hai-part 4
Reviewed by Seo Master
on
February 10, 2017
Rating:
No comments: