Paid Android Application & Games फ्री में Use या download कैसे करे

 Application & Games Free download

Hello friends Welcome to Indianwinners,Aaaj mai apko bahut hi sandar tricks ke bare me bat karunga jisake madad se aap Paid Android Application & Games Free Main Use ya download asani se kar sakte hai.Playstor per baht se aise game aur app uplabdh hai jinko use karne ke liye hame pay karna padta hai.Kya apkne kabhi sochha hai apko paisa pay karne ki koi jarurat nhi hogi aap kisi bhi app ko free mai download kar sakte hai.Mai apko yha per kuchh aise hi majedar tricks ke bare me puri bistar se bataunga aap mera ye post pura last tak padhiye usake bad aap asani se kisi bhi games ya app ka paid version free me download kar sakte hai.

Maine apne website indianwinners per online paisa kaise kamaye aur free me blog ya website kaise banaye se related bahut sare post already publish kar chuka hu aap hamare aise hi any interesting blog read kar sakte hai.Friends mera ek youtube channal hai jisaka nam ''Tech 20 With Shubham'' hai aap hamare channal ko subscribe karna na bhule mai yha per daily new video lata hu jo tech se related hota hai wo bhi hindi me so subscribe my channal if u want.

ALSO READ-

 Agar aap android phone ya tablet user hai to sabhi apps or games phone me google play store se hi download kar ke install karte hoge. Par jo paid premium app hai unko aap free me download nahi kar sakte. or jo paid apps ka free version app mobile me install karte hai unme sabhi feature ka use nahi kar sakte.
ALSO READ-



Mobile Me Pro, Paid Apps, Game Ko Free Me Install Karne Ka Tarika


Google paly store par bahut sare android mobile ke liye free paid application hai. Free ko to hum download kar lete hai.But baht se aise application ka free version demo ke liye hota hai agar aap koi game ya koi app ka free version use karte hai to apko kahi na kahi usame jarur kami mil jayegi agar hamare pAs aisi koi tricks hai jo paid app ko free me use kar sake to hame paid app hi use karna hai.Aaj me aapko ek new android trick batata hu. Is ki help se aap kisi bhi paid, premium, pro version android app free download kar ke istemal kar sakte hai. Hum 2 tarike se apne smartphone me paid application free me download kar sakte hai.

so let's go..

ALSO READ-




GOOGLE PLAY STORE PAR PAID APPS AUR PAID GAMES KO FREE ME DOWNLOAD (INSTALL) KAISE KARE


Yaha per bataye gye dono tarike asan hai aap apne paid app ko free me download karne ke liye kisi bhi ek tarike ko use kar sakte hai.


1-First Way-How to install Premium Apps from 4Shared Or Media Fire Website for free-


4Shared or Mediya Fire website ka use karke koi bhi app yha se free me download kar sakte hai.Kisi bhi tarah ka paid application free install ke liye in dono website ki madad se kiya ja sakta hai. Kaise kare yah aage dekhiye.

STEP 1-Sabse pahle 4shared.com ya mediafire.com par jakar apna ek account create karna hai. Agar aapne in 2no website ka app smartphone me install kiya hai to usme bhi account bnakar login karna padega.

STEP 2-Account create kar ke login kare search box dikhai dega. Jis paid apps free use karna hai search box me search kare or apps search me show hoga to usko download kare.

STEP 3-Agar aapne yah apps computer me download kiya hai apk file me show hogi isko apne phone me transfer kar ke install kare.

Es prakar aap asani se en dono website ke jariye free me app download kar sakte hai.Chaliye ab ham second website ke bare me batate hai.

ALSO READ-


2-Second Way-How to install Premium Apps from Black Mart Alpha android app-

Aakhir Kaise Hum Download Kar Payenge Paid Apps Free Me? Main aapko yanha par ya kisi aur mere article me adhura gyan nhi deta hoon ,main har ek article ki puri puri jankari aap tak pahuchane ki kosis karta hoon wo bhi hindi me help karke. To ab aap soch rahe honge kaise hum free me un sabhi paids apps ko download kar payenge aur unko apne android mobile me install kar payenge .Aapko bata de ki bahut se devoloper aise hote hai jo humari subidha ke liye bahut kuchh karte hai unhi me se ek devolpoer hai jinhone ek app design kiya hai jiska naam hai "blackmart" ,ho sakta hai aapne is app ka naam pehle kabhi suna ho .Is app ki wajah se hi hum android ke paid apps ko free kar pate hai .


Ye app bilkul humare google play store ki tarah hi hai jisme kafi sare android apps, game hote hai ,Bas fark itna hai ki jo game ya apps hume google play store me rupay dekar kharidne padte hai wo app is blackmart app me bina rupay ke mil jate hai .Is app ka database bahut hi jyada bada hai ,hum ye to nhi keh sakte hai iska databas google play store se bada hai lekin usse bahut jyada kam bhi nhi hai .Isme bhi hajaro ki count me apps aur game dale huye hai .

ALSO READ-





Aisa nhi hai blackmart hi internet par ek single app hai jo is tarah ka kaam karta ho iske alava bhi ek app hai jiska naam hai freedom app ,aap iska bhi use kar sakte ho ,baise sabse achha app mujhe blackmart hi laga isiliye iska article me aapke sath  share kar raha hoon.Ab hum aage janenge ki Blackmart ko use kaise karte hai ,aur isko blackmart app ko download kanha se kare kyonki ye app hume google play store me nhi milega. 


Yah kisi bhi premium apps ko Android phone me free install karne ke liye yah app best hai. Black Mart Alpha App ko apne mobile me download kar ke install karne ke bad aap paid android app ko free download kar ke use kar sakte hai. Black Mart Alpha use kaise kare wo mai apko batata hu.

STEP 1-Sbse phle Black Mart Alpha App ko apne mobile me download kar ke install kare..... [ Download link]

STEP 2-App install karne ke bad open kare or jo bhi paid apps ya games free download karna hai uska name search box me dal kar search kijiye.

STEP 3-Ab search karne ke bad app ka name aayega us par click kar ke app ko free of cost download kar lijiye

Black mart alpha app ka use kar ke ab aap apni pasand ke android premium apps ya game ko download kar ke use karne me koi problem nahi hogi.

ALSO READ-




Blackmart App Ke Kuchh Aur Intrested Feature

Jaisa ki aap chahte hai ki jab bhi agar aap blackmart app me koi bhi app search kare aur sirf result me wahi app khul kar aaye jo google play store me free me uplabdh nhi hai to aapko blackmart ki setting me thoda change karna hoga ,iske liye ap neeche ke steps dekhiye.

Step:1) Apke blackmart screen me ek menu ka option hoga (Ho sakta hai aapke me 3 point se bane ho upar neeche) ,us par click karna.

Step:2) Iske baad kuchh option khul kar aayenge ek option hoga " sort mode setting " ka is par click karna .

Step:3)  Iske baad kuchh option khul kar aayenge (sort mode,sort order,filter)  jinme se sort mode par click karna ,iske baad ke option khul kar aayenge usme aap Rating ka option select kar dena.

Step:4) Ab aapko sort order ka option choose karna ,aur isme aapko Descending ka option select karna hai.

Step:5) Ab iske baad aapko filter ka option choose karnna hai aur isme paid select karna hai.


Bas dosto ab jab bhi aap blackmart me koi app search karenge to google play store ke paid app hi search hokar aaya karenge jinhe aap free me download kar payenge bo bhi ekdam aasani se.


Note: Main ye post sirf knowledge purpose ke liye hi likha hai ,aap isko please miss use mat kariye janha tak ho sake to hume devloper ko money dekar unki help karni chahiye taaki bo hume aur bhi achhe achhe app provide kara sake.
ALSO READ-


Dsto ab aapko achhe se tricks ke bare me pata chal gya hoga.Mai apne website per aise hi achhe achhe tricks lata rahta hu agar apko app use karne me koi problem aa raha hai to comment box me apne problem share kijiye mai apka jarur help karunga.


अगर आपको यह पोस्ट information के taur पर useful रहा हो तो आप please इसे सोशल media पर अपने friend को share जरूर kijiye sath me aap hamare youtube channal ko subscribe kar le aur aap hamare blog feed ko bhi subscribe kar sakte hai yah bilkul free hai. 


Thank you....Regards from Indianwinners

Paid Android Application & Games फ्री में Use या download कैसे करे Paid Android Application & Games फ्री में Use या download कैसे करे Reviewed by Seo Master on April 24, 2017 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.